Arz kiya hain (in a slight tapori language)
Jindagi ke raah par,
Jaana humein akele hain.
Kyonki,
Raah humari jameen par nahin,
Aasmaan main tikele hain.
Udna to wahi seekhte hain,
Jinhone upar dekhna seekha ho.
Warna baki to apni manzil,
Jameen par hi dhoond rele hain.
Thakele hain, marele hain,
Jahan dekhon wahan,
zanjeeron ke mele hain.
Chehra aisa hain ki maano,
g***d main bamboo lagele hain.
Sir pe maa ka aashirwaad hain,
Gardan main god log latak rele hain.
Phir bhi life ki is football ground main,
Na maradona na pele hain.
Ab kaun inhe samjhaaye,
Alibaug ke lag rele hain.
Akal ka jahan zor nahi,
Wahan kharcha paani ke thelen hain.
Jindagi ke raah par,
Nahi jaana humain akele hain.
Haath humne badhaya hain,
Kya koi upar dekh rele hain?
Jindagi ke raah par,
Jaana humein akele hain.
Kyonki,
Raah humari jameen par nahin,
Aasmaan main tikele hain.
Udna to wahi seekhte hain,
Jinhone upar dekhna seekha ho.
Warna baki to apni manzil,
Jameen par hi dhoond rele hain.
Thakele hain, marele hain,
Jahan dekhon wahan,
zanjeeron ke mele hain.
Chehra aisa hain ki maano,
g***d main bamboo lagele hain.
Sir pe maa ka aashirwaad hain,
Gardan main god log latak rele hain.
Phir bhi life ki is football ground main,
Na maradona na pele hain.
Ab kaun inhe samjhaaye,
Alibaug ke lag rele hain.
Akal ka jahan zor nahi,
Wahan kharcha paani ke thelen hain.
Jindagi ke raah par,
Nahi jaana humain akele hain.
Haath humne badhaya hain,
Kya koi upar dekh rele hain?
2 comments:
Like :)
Thank you :-)
Post a Comment